SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaman-aaraa"
Sher MATCHES FOR "chaman-aaraa"
Sher
Akhtar Hoshiyarpuri
Sher
dekh le is chaman-e-dahr ko dil bhar ke 'naziir'
phir tiraa kaahe ko is baaG me.n aanaa hogaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
Shad Azimabadi
Sher
kyaa shikva kare.n kunj-e-qafas kaa dil-e-muztar
ham ne to chaman me.n bhii Tuk aaraam na paayaa
Meer Hasan
Sher
hai jism saKHt magar dil bahut hii naazuk hai
ki jaise aa.iina mahfuuz ik chaTTaan me.n hai
Abbas Dana
Sher
be-hirs-o-Garaz qarz adaa kiijiye apnaa
jis tarah police kartii hai chaalaan vaGaira
Anwar Masood
Sher
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
terii aa.nkhe.n jise chaahe.n use apnaa kar le.n
kaash aisaa hii sikhaa de.n ko.ii afsuu.n mujh ko
Sharaf Mujaddidi
Sher
ye chaadar ek alaamat banii hu.ii thii yahaa.n
dar-asl Gam kaa libaada bahut zaruurii thaa
Ahmad Ata
Sher
ik aisaa vaqt bhii sair-e-chaman me.n dekhaa hai
kalii ke siine se jab be-kalii nikaltii hai
Zafar Ajmi
Sher
Munawar Khan Ghafil
Sher
chaah kaa naam jab aataa hai biga.D jaate hai.n
vo tariiqa to bataa do tumhe.n chaahe.n kyuu.nkar
Unknown
Sher
tum ko chaahe.n bhii aur Gair ke saath bhii dekhe.n
tum kyaa jaano ishq kii kyaa kyaa laachaarii hai
Rizwana Bano Iqra
Sher
Akhtar Muslimi
Sher
mai.n tujh ko chaahuu.n to aisaa ki KHud fanaa ho jaa.uu.n
miraa vajuud tiraa aa.ina dikhaa.ii de
Alamtaab Tishna
Sher
miTaanaa chaahuu.n to mumkin kahaa.n miTaa bhii sakuu.n
vo ek baal jo aa.iina-e-KHayaal me.n hai