SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaman-aaraa"
Nazm MATCHES FOR "chaman-aaraa"
Nazm
ramaen ka ek sin
dekho ye qudarat-e-chaman-aaraa-e-rozgaar
vo abr-o-baad o barf me.n rahte hai.n barqaraar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
maut-o-hayat
parda-e-aalam-e-takvii.n me.n chhupaa kar KHud ko
anjuman-band hu.aa hai chaman-aaraa ko.ii
Azeemuddin Ahmad
Nazm
nai subh
ye chaman-zaar ye KHush-ra.ng bahaaro.n kaa jahaa.n
zindagii kitnii dil-aavez-o-dil-aaraa hai yahaa.n
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
etiraf
chaman-e-dahr me.n ruuh-e-chaman-aaraa.ii ho
tal.at-e-mehr ho firdaus kii barnaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
naya husn
kitnii ra.ngii.n hai fazaa kitnii hasii.n hai duniyaa
kitnaa sarshaar hai zauq-e-chaman-aaraa.ii aaj
Kaifi Azmi
Nazm
bichhDa lamha
usii ek lamhe ne saarii fazaa par
kisii buu.Dhii beva kii chaadar u.Daa dii
Syed Iqbal Gilani
Nazm
Hyderabad
husn ke naam se baaqii hai chamak taaro.n kii
ishq ke paas hai andaaz-e-chaman-aaraa.ii
Khurshid Ahmad Jami
Nazm
shakespeare
jo tire ghar me.n hai aaj us chamanistaa.n ko to dekh
zarre zarre ko junuun-e-chaman-aaraa.ii hai
Jagan Nath Azad
Nazm
adhure KHwab
khol kar band dariiche chaman-aaraa.ii kii
aarzuu bante ga.e jo Gam-e-tanhaa.ii kii
Farigh Bukhari
Nazm
barsat ka mausam
ai huur-e-jinaa.n jaan-e-chaman ruuh-e-nazaara
ai paikar-e-anvaar-o-dil-aavez dil-aaraa
Izhaar Malihabadi
Nazm
intizar
zer-e-tartiib hai aa.in-e-chaman-aaraa.ii
ye haqiiqat hai ki takmiil abhii baaqii hai
Parvez Shahidi
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
ai watan ai watan
ai vatan ai vatan ham tire paasbaa.n
ai chaman ai chaman ham tire baaGbaa.n