SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaman-aaraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaman-aaraa"
Ghazal
kahii.n to hogii mulaaqaat ai chaman-aaraa
ki mai.n bhii huu.n tirii KHushbuu kii tarah aavaaraa
Jameeluddin Aali
Ghazal
dekhe.nge jalva-e-chaman-aaraa chaman me.n ham
zauq-e-nazar se chaak kare.nge hijaab-e-gul
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
laakh Gaafil sahii par aise bhii ham kor nahii.n
ki chaman dekh ke zikr-e-chaman-aaraa na kare.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
azmat-e-ishq kaa ai dost bharam rakhnaa hai
zarre zarre pe ye aks-e-chaman-aaraa kyo.n hai
Iqbal Umar
Nazm
kashmir
ye baaG-e-vatan ruu-kash-e-gulzaar-e-jinaa.n hai
sarmaaya-e-naaz-e-chaman-aaraa-e-jahaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chaman-aaraa"
Nazm
ramaen ka ek sin
dekho ye qudarat-e-chaman-aaraa-e-rozgaar
vo abr-o-baad o barf me.n rahte hai.n barqaraar
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
o vajuud-e-chaman-aaraa-e-azal ke munkir
KHud-baKHud gul hu.e maujuud na KHaar aap se aap
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
justujuu is chaman-aaraa kii liye phirtii thii
varna gulshan se mujhe ko.ii sarokaar na thaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
zaalim chaman-aaraa ko hai gulchii.n kii ijaazat
kyo.n shor abas bulbul-e-shaidaa ne uThaayaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
siina chaman hai Guncha-e-dil hai shagufta-dil
terii nigaah hai chaman-aaraa kahe.n jise
Sahir Dehlavi
Ghazal
siina chaman hai Guncha-e-dil hai shagufta-dil
terii nigaah hai chaman-aaraa kahe.n jise
Sahir Dehlavi
Ghazal
sahraa kii sadaa jis ko samajhte rahe kal tak
vo harf-e-junuu.n ab chaman-aaraa nazar aa.e
Wamiq Jaunpuri
Naat
kyuu.nkar na ho momin ko tamannaa-e-madiina
hai.n maalik-e-jannat chaman-aaraa-e-madiina
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
zeb-e-mahfil bhii ho tum ziinat-e-gulshan bhii ho tum
chaman-aaraa ki tumhe.n anjuman-aaraa kahnaa