SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhone"
Sher MATCHES FOR "dhone"
Sher
aur ab ye chaahtaa huu.n ko.ii Gam baTaa.e miraa
mai.n apnii miTTii kabhii aap Dhone vaalaa thaa
Jamal Ehsani
Sher
ye Gam miraa hai to phir Gair se ilaaqa kyaa
mujhe hii apnii tamannaa kaa baar Dhone de
Kabir Ajmal
Sher
aah kyaa shikva karuu.n mai.n haath se us ke hinaa
jab hu.ii mere lahuu kii rang tab dhone lagaa
Meer Hasan
Sher
aks kuchh na badlegaa aa.ino.n ko dhone se
aazarii nahii.n aatii pattharo.n pe rone se
Farhan Salim
Sher
kam se kam maut se aisii mujhe ummiid nahii.n
zindagii tuu ne to dhoke pe diyaa hai dhoka
Firaq Gorakhpuri
Sher
ye jo milaate phirte ho tum har kisii se haath
aisaa na ho ki dhonaa pa.De zindagii se haath
Javed Saba
Sher
Syed Zameer Jafri
Sher
har-chand e'tibaar me.n dhoke bhii hai.n magar
ye to nahii.n kisii pe bharosaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Sher
sab ke jaisii na banaa zulf ki ham saada-nigaah
tere dhoke me.n kisii aur ke shaane lag jaa.e.n
Farhat Ehsas
Sher
jam gayaa KHuu.n kaf-e-qaatil pe tiraa 'miir' zi-bas
un ne ro ro diyaa kal haath ko dhote dhote
Meer Taqi Meer
Sher
kap.De safed dho ke jo pahne to kyaa hu.aa
dhonaa vahii jo dil kii siyaahii ko dho.iye