SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhone"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dhone"
Ghazal
mai.n aap uThaataa huu.n shab-o-roz kii zillat
ye bojh kisii aur ko Dhone nahii.n detaa
Abbas Tabish
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gard-e-ayyaam kii tahriir ko dhone ke liye
tum se goyaa ho.n dam-e-diid jo merii palke.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
PAGE MATCHES FOR "dhone"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "dhone"
MORE MATCHES FOR "dhone"
Nazm
libas
istrii karne se jaatii nahii.n shikne.n us kii
aur dhone se gile-shikvo.n ke chikte nahii.n miTte!
Gulzar
Ghazal
mire vajuud pe nafrat kii gard jamtii rahii
milaa na vaqt use aa.nsu.o.n se dhone kaa
Shahryar
Ghazal
paanii to ek umr se mujh par hai be-asar
mailaa huu.n jaise aur bhii dhone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
tumhaare haath se kal ham bhii ro liye saahib
jigar ke daaG jo dhone the dho liye saahib