SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhone"
Ghazal MATCHES FOR "dhone"
Ghazal
mai.n aap uThaataa huu.n shab-o-roz kii zillat
ye bojh kisii aur ko Dhone nahii.n detaa
Abbas Tabish
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
aur ab ye chaahtaa huu.n ko.ii Gam baTaa.e miraa
mai.n apnii miTTii kabhii aap Dhone vaalaa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
mire vajuud pe nafrat kii gard jamtii rahii
milaa na vaqt use aa.nsu.o.n se dhone kaa
Shahryar
Ghazal
paanii to ek umr se mujh par hai be-asar
mailaa huu.n jaise aur bhii dhone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
tumhaare haath se kal ham bhii ro liye saahib
jigar ke daaG jo dhone the dho liye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
kulfat-e-duniyaa miTe bhii to saKHii ke faiz se
haath dhone ko mile bahtaa hu.aa paanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
aisii ko.ii haalat hai ki muddat se badan ko
ik marhala darpesh hai Dhone kii tarah kaa
Nadeem ahmad
Ghazal
mujh ko har chiiz mayassar hai mohabbat me.n so ab
raa.egaanii mai.n tire daaG na dhone lag jaa.uu.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
zindagii mailii hu.ii gard-e-mah-o-saal ke saath
ik jagah chho.D ke hai puurii ye dhone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
mere beTe ko.ii chaara hii nahii.n thaa varna
apne hisse ke tujhe bojh na Dhone detaa
Mahmood Ghazni
Ghazal
mailaa hai farsh par to mah-e-aaj mai-kasho
laa.o sharaab chaa.ndnii dhone ke vaaste