SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaa"
Sher MATCHES FOR "farmaa"
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
Mubarak Azimabadi
Sher
Parvez Shahidi
Sher
ha.nsii aane kii baat hai ha.ns rahaa huu.n
mujhe log diivaana farmaa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Sher
tujhii ko jo yaa.n jalva-farmaa na dekhaa
baraabar hai duniyaa ko dekhaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Sher
khaanaa khulne kaa hii elaan agar farmaa de.n
ham ye samjhe.nge ki taqriir-e-sadaarat baKHshii
Shaukat Jamal
Sher
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
Ahmad Faraz
Sher
hu.aa hai tujh se bichha.Dne ke baa'd ye maa'luum
ki tuu nahii.n thaa tire saath ek duniyaa thii
Ahmad Faraz
Sher
kisii ko ghar se nikalte hii mil ga.ii manzil
ko.ii hamaarii tarah umr bhar safar me.n rahaa
Ahmad Faraz
Sher
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Sher
dil ko tirii chaahat pe bharosa bhii bahut hai
aur tujh se bichha.D jaane kaa Dar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Sher
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa