SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaa"
Nazm MATCHES FOR "farmaa"
Nazm
KHizr-e-rah
zindagii terii hai be-roz-o-shab-o-fardaa-o-dosh
zindagii kaa raaz kyaa hai saltanat kyaa chiiz hai
Allama Iqbal
Nazm
yaad-e-aligarh
ba.Dii be-niyaazii se farmaa rahii thii.n
unhe.n yaad rakhnaa hame.n bhuul jaanaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
meri shaeri
taraane jo aaraam farmaa chuke hai.n
KHazaane jinhe.n log dafnaa chuke hai.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
fikr
kaar-farmaa hai ko.ii taaza junuun-e-ta.amiir
dil-e-muztar abhii amaag-gah-e-yaas nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shikast-e-zindan
rabaab chhe.D Gazal-KHvaa.n ho raqs-farmaa ho
ki jashn-e-nusrat-e-mehnat hai jashn-e-nusrat-e-fan
Sahir Ludhianvi
Nazm
allahabad se
butaan-e-naaz-farmaa se ye kah do
ki ik tark-e-shahaabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zarurat-e-ittihad
yaa KHudaa hind par karam farmaa
is kii takliif kal-adam farmaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
musafir-e-shab
hu.aa raushan nigaar-e-shab kaa jalva
hai.n tanviire.n falak par kaar-farmaa
Raabia Pinhan
Nazm
KHidmat-e-watan
KHudaa-raa is nizaa-e-baahamii ko KHatm farmaa do
zaraa socho ki tum par kis qadar ilzaam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
dakan
jahaa.n saadgii me.n bhii ik baa.nkpan hai
jahaa.n raqs-farmaa havaa maujzan hai