SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaa"
Ghazal MATCHES FOR "farmaa"
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
akele hai.n vo aur jhu.njhlaa rahe hai.n
mirii yaad se ja.ng farmaa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
zauq-e-parvaaz-e-tab-o-taab ataa farmaa kar
said ko laa.iq-e-sayyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
sabr yaa rab mirii vahshat kaa pa.Degaa ki nahii.n
chaara-farmaa bhii kabhii qaidi-e-zindaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
tujhii ko jo yaa.n jalva-farmaa na dekhaa
baraabar hai duniyaa ko dekhaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
ye jaantaa huu.n ki tuu aur paasuKH-e-maktuub
magar sitam-zada huu.n zauq-e-KHaama-farsaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
vaqt hai gar bulbul-e-miskii.n zuleKHaa.i kare
yuusuf-e-gul jalva-farmaa hai ba-baazaar-e-chaman
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhne vaale taGaaful kaar-farmaa hai abhii
vo dariicha khul gayaa husn-e-nazar khultaa nahii.n
Saleem Kausar
Ghazal
nigaah-e-naaz kii farmaa-ravaa.iyaa.n tauba
vo muskuraa bhii rahii thii.n sazaa sunaate hu.e
Ahtamam Sadiq
Ghazal
hai dast-gaah apnii sab shai me.n kaar-farmaa
gar fasd hai.n to ham hai.n fassaad hai.n to ham hai.n
Shah Aasim
Ghazal
farmaa ga.e the raah me.n baiTh intizaar kar
aa.e nahii.n palaT ke vo pyaare kahaa.n ga.e