SEARCH RESULTS
Showing search results for "garii"
Sher MATCHES FOR "garii"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Sher
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii hai
ai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Sher
Yasmeen Habeeb
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
suKHan ke chaak me.n pinhaa.n tumhaarii chaahat hai
vagarna kuuza-garii kii kise zaruurat hai
Arshad Abdul Hamid
Sher
dekh lenaa ek din be-roz-gaarii kaa azaab
chhiin kar chehro.n kii saarii dilkashii le jaa.egaa
Mahfuzur Rahman Adil
Sher
KHud hii tasviir banaataa huu.n miTaa detaa huu.n
but-garii mere liye but-shikanii ho jaise
Shahzad Ahmad
Sher
Shibli Nomani
Sher
dekhnaa pa.Dtii hai KHud hii aks kii suurat-garii
aa.ina kaise bataa.e aa.ine me.n kaun hai
Afzal Gauhar Rao
Sher
ho ga.ii aavaaragardii be-gharii kii parda-daar
kaam jitnaa ham ko aataa thaa vo kaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Sher
ko.ii ghar hii nahii.n to be-gharii kaa zaKHm kaisaa
sukuunat ke liye ik isti.aara Dhuu.nDte hai.n
Ashfaq Husain
Sher
hai KHuub manzar-e-chaara-garii ki ham ne yahaa.n
du.aa ke dar pe hai dekhaa davaa ko sajde me.n
Deepak Purohit
Sher
sipah-garii kaa hunar bhii suKHan-varii bhii ho
mai.n chaahtaa huu.n ki lashkar bhii ho parii bhii ho
Aqeel Abbas
Sher
Azhar Saeed
Sher
idraak tire husn kii tasviir-garii kaa
yuu.n lagtaa hai jaise ko.ii barso.n kaa safar hai