SEARCH RESULTS
Showing search results for "garii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "garii"
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Ghazal
kise hai KHvaahish-e-marham-garii magar phir bhii
mai.n apne zaKHm dikhaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "garii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "garii"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii hai
ai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
har ajnabii hame.n mahram dikhaa.ii detaa hai
jo ab bhii terii galii se guzarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
saqi-nama
puraanii siyaasat-garii KHvaar hai
zamii.n miir o sultaa.n se be-zaar hai