SEARCH RESULTS
Showing search results for "garii"
Nazm MATCHES FOR "garii"
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
puraanii siyaasat-garii KHvaar hai
zamii.n miir o sultaa.n se be-zaar hai
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
is vaqt bhii tum Gazal-saraa ho
jab zulm kii har gha.Dii ka.Dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
rishwat
daaku.o.n ke daur me.n parhez-gaarii jurm hai
jab hukuumat KHaam ho to puKHta-kaarii jurm hai
Josh Malihabadi
Nazm
ai nai nasl
yahii.n nikhraa thaa zauq-e-naGma-garii
yahii.n utraa thaa sher kaa ilhaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaftab
har shai ko terii jalva-garii se sabaat hai
teraa ye soz-o-saaz saraapaa hayaat hai
Allama Iqbal
Nazm
tere hone se
husn-e-suurat-garii tere hone se hai
zindagii zindagii tere hone se hai
Habib Jalib
Nazm
tarah-e-nau
sehn-e-jahaa.n me.n raqs-kunaa.n hai.n tabaahiyaa.n
aaqaa-e-hast-o-buud kii san.at-garii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
tumhaarii ruuho.n kii saadgii se
tumhaare dil kii sanam-garii se
Ali Sardar Jafri
Nazm
hama-ust
''ki uu.nTo.n kii saudaa-garii kii lagan ho
to ghar un ke qaabil banaa.o
Noon Meem Rashid
Nazm
mann-o-salwa
jis ne hindostaa.n ke saahil pe
laa ke rakkhii thii jins-e-saudaa-garii
Noon Meem Rashid
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
jis pe pa.D saktaa nahii.n dast-e-la.iim
reg-e-sahraa zar-garii kii ek kii lahro.n se duur
Noon Meem Rashid
Nazm
bambai
chiknii diivaaro.n par
qatl, Gaarat-garii, buzdilii, nafa.a-KHorii kii parchhaa.iyaa.n