SEARCH RESULTS
Showing search results for "jald"
Sher MATCHES FOR "jald"
Sher
yuu.nhii mausam kii adaa dekh ke yaad aayaa hai
kis qadar jald badal jaate hai.n insaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Sher
ye kah rahii hai ishaaro.n me.n gardish-e-garduu.n
ki jald ham ko.ii saKHt inqalaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
tum aasmaa.n kii bulandii se jald lauT aanaa
hame.n zamii.n ke masaa.il pe baat karnii hai
Shayar Jamali
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
Ameer Minai
Sher
kal shab-e-vasl me.n kyaa jald bajii thii.n gha.Diyaa.n
aaj kyaa mar ga.e gha.Diyaal bajaane vaale
Nazeer Akbarabadi
Sher
is liye vasl se inkaar hai ham jaan ga.e
ye na samjhe ko.ii kyaa jald kahaa maan ga.e
Dagh Dehlvi
Sher
Arif Lakhnavi
Sher
Shad Azimabadi
Sher
Shibli Nomani
Sher
mohabbat aur 'maa.il' jald-baazii kyaa qayaamat hai
sukuun-e-dil banegaa iztiraab aahista aahista
Mael Lakhnavi
Sher
jald manzil tak pahu.nchne kaa junuu.n us ko rahaa
zindagii bhar is liye rasta badaltaa rah gayaa
Zafar Imam
Sher
uThvaa.o mez se mai-o-saaGar 'riyaaz' jald
aate hai.n ik buzurg puraane KHayaal ke
Riyaz Khairabadi
Sher
terii galii ke mo.D pe pahu.nche the jald ham
par tere ghar ko aate hu.e der ho ga.ii
Faheem Shanas Kazmi
Sher
jald KHuu apnii badal varna ko.ii kar ke tilism
aa ke dil apnaa tire dil se badal jaa.uu.ngaa