SEARCH RESULTS
Showing search results for "jald"
Nazm MATCHES FOR "jald"
Nazm
judai ki pahli raat
chaa.nd kii tarah se raqsaa.n thaa magar
kis qadar jald tirii hastii ne
Parveen Shakir
Nazm
madam
nek maadaam bahut jald vo daur aa.egaa
jab hame.n ziist ke advaar parakhne ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
apne mai-KHaano.n ko mai-KHaana to ban lene do
jald ye satvat-e-asbaab bhii uTh jaa.egii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek barhaman ne kaha hai ki ye sal achchha hai
zulm kii raat bahut jald Talegii ab to
aag chuulho.n me.n har ik roz jalegii ab to
Sabir Dutt
Nazm
jawab-e-shikwa
apne haalaat pe tum Gaur zaraa kar lo agar
jald khul jaa.egii phir saarii haqiiqat tum par
Nashtar Amrohvi
Nazm
inqalab
ye kah rahii hai ishaaro.n me.n gardish-e-garduu.n
ki jald ham ko.ii saKHt inqalaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
saman diwali ka
har ik makaa.n me.n jalaa phir diyaa divaalii kaa
har ik taraf ko ujaalaa hu.aa divaalii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chhabbis january
aa jald aa ki aa ga.ii chhabbiis january
ghuu.nghaT ulaT rahii hai chaman kii kalii kalii
Nazeer Banarasi
Nazm
sham ka pahla tara (2)
aaj to jald nikal aayaa hai taaraa meraa
aaj kii raat mulaaqaat milegii mujh ko
Zehra Nigaah
Nazm
urdu zaban
paa.egaa jald manzil-e-maqsuud bil-yaqii.n
jaarii jo kaarvaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
guDDe miyan ki shadi
natiija ye sab jald-baazii kaa thaa
ki in kaa maza kirkiraa ho gayaa
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
madrase ka ek hi kamra
yaa ground me.n chal ke Da.nD pele.n
copy ik jald jald bhartaa hai