SEARCH RESULTS
Showing search results for "jald"
Ghazal MATCHES FOR "jald"
Ghazal
yuu.nhii mausam kii adaa dekh ke yaad aayaa hai
kis qadar jald badal jaate hai.n insaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
is zindagii ke mujh pe ka.ii qarz hai.n magar
mai.n jald lauT aa.uu.ngaa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yahaa.n se jald guzar jaa.o qaafile vaalo
hai.n merii pyaas ke phuu.nke hu.e ye viiraane
Kaifi Azmi
Ghazal
aaj baato.n me.n huu.n terii nazro.n me.n huu.n
jald dil me.n tire ho amar jaa.uu.ngaa
Hadeed Fatema
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ye shahr-e-ishq bahut jald uja.Dne vaalaa hai
dukaan-daar o KHariidaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
jald aa.e.n jinhe.n siine se lagaanaa hai mujhe
phir badan aur kahii.n kaam me.n laanaa hai mujhe
Vipul Kumar
Ghazal
naza.a kaa ab vaqt hai itnaa to kah diije 'rashiid'
aane vaale jald aa ye aaKHirii aavaaz hai
Rasheed lakhnavi
Ghazal
mai.n to ho kar aa gayaa aazaad us kii qaid se
dil magar is jald-baazii me.n vahii.n par rah gayaa
imtiyaz Khan
Ghazal
ye Gam judaa hai bahut jald-baaz the ham tum
ye dukh alag hai abhii kaa.enaat baaqii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
dard kii had se guzaare to sabhii jaa.e.nge
jald yaa der se maare to sabhii jaa.e.nge
Shakeel Azmi
Ghazal
tuu do gha.Dii kaa vaada na kar dekh jald aa
aane me.n hogii der ba.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chhuTtaa hai kaun mar ke giraftaar-e-daam-e-zulf
turbat pe us kii jaal kaa paa.egaa pe.D tuu