SEARCH RESULTS
Showing search results for "jang-e-jaarii"
Sher MATCHES FOR "jang-e-jaarii"
Sher
kam ma.arka-e-ziist nahii.n jang-e-uhad se
asbaab-e-jahaa.n maal-e-Ganiimat kii tarah hai
Mohammad Aazam
Sher
raas aa.e tum ko mulk-e-ishq kii aab-o-havaa
aashiqo har-vaqt shaGl-e-aah-o-zaarii chaahiye
Rasheed Lakhnavi
Sher
dard ulfat kaa na ho to zindagii kaa kyaa mazaa
aah-o-zaarii zindagii hai be-qaraarii zindagii
Ghulam Bhik Nairang
Sher
girya-o-zaarii kaa saamaan uThaa lete hai.n
hijr me.n 'miir' kaa diivaan uThaa lete hai.n
Hamza Bilal
Sher
Sohail Azeemabadi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
zamiir o zehn me.n ik sard ja.ng jaarii hai
kise shikast duu.n aur kis pe fat.h paa.uu.n mai.n
Kabir Ajmal
Sher
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
zindagaanii ke hasii.n shahr me.n aa kar 'jaamii'
zindagaanii se kahii.n haath milaa.e bhii nahii.n
Khurshid Ahmad Jami
Sher
chaahiye ek mulaaqaat mahiine me.n zaruur
taazgii halqa-e-ahbaab me.n aa jaatii hai
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
kitnaa aasaan thaa bachpan me.n sulaanaa ham ko
nii.nd aa jaatii thii pariyo.n kii kahaanii sun kar
Bharat Bhushan Pant
Sher
kis kaa kuucha hai aa gayaa huu.n kahaa.n
yaa.n to kuchh nii.nd aa.ii jaatii hai