SEARCH RESULTS
Showing search results for "jang-e-jaarii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jang-e-jaarii"
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
taalib-e-sulh huu.n mai.n aur nazar taalib-e-ja.ng
raat din la.Dne pe tayyaar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
jang-e-barrii
जंग-ए-बर्री جَنْگِ بَرّی
खुश्की की लड़ाई, स्थल-युद्ध।
Arabic, Persian
tasviir-e-ra.ng-e-zard-e-'aashiq
तस्वीर-ए-रंग-ए-ज़र्द-ए-'आशिक़ تَصْوِیْرِ رَنْگِ زَرْدِ عاشِق
picture of the pale (dejected) lover
MORE MATCHES FOR "jang-e-jaarii"
Ghazal
ja.ng-e-hayaat-o-maut me.n kyaa kyaa nahii.n hu.aa
guzraa hai dard had se pe chaara nahii.n hu.aa
Ajay Sahaab
Nazm
intizar
muzhda-e-amn-o-amaa.n sulh kaa paiGaam hai kyaa
jang-e-aazaadii-e-insaa.n kaa sar-anjaam hai kyaa
Fazlurrahman
Ghazal
vafaa jafaa ne ye kii ja.ng-e-zar-garii ham se
vafaa ne baato.n lagaayaa jafaa ne luuT liyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zor par hai zohd ke parde me.n ja.ng-e-zar-garii
sho.abada-baazii vahii hai saada iimaano.n ke saath
Manzoor Ahmad Manzoor
Nazm
jaliyan-wala bagh
jang-e-aazaadii kii zinda yaadgaar
aastaa.n par tere sajde laakh baar
Ram Lal Varma Hindi
Mazahiya
maqtuul kyaa bataa.e hai kaun us kaa qaatil
kab jaane KHatm hogii ye ja.ng-e-haq-o-baatil
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
sarfarosho.n ke chale lashkar pe lashkar dekhiye
apnii pahlii ja.ng-e-aazaadii kaa manzar dekhiye