SEARCH RESULTS
Showing search results for "jang-e-jaarii"
Ghazal MATCHES FOR "jang-e-jaarii"
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
taalib-e-sulh huu.n mai.n aur nazar taalib-e-ja.ng
raat din la.Dne pe tayyaar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ja.ng-e-hayaat-o-maut me.n kyaa kyaa nahii.n hu.aa
guzraa hai dard had se pe chaara nahii.n hu.aa
Ajay Sahaab
Ghazal
vafaa jafaa ne ye kii ja.ng-e-zar-garii ham se
vafaa ne baato.n lagaayaa jafaa ne luuT liyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
nasha ajiib hai is ja.ng-e-be-samar kaa mujhe
KHumaar KHuub hai KHuun-e-KHirad bahaane kaa
Tanveer Anjum
Ghazal
mai.n ho gayaa huu.n muqaabil ab aap apne hii
nahii.n hai raah ko.ii jang-e-duu-baduu ke sivaa
Raza Vasfi
Ghazal
zor par hai zohd ke parde me.n ja.ng-e-zar-garii
sho.abada-baazii vahii hai saada iimaano.n ke saath
Manzoor Ahmad Manzoor
Ghazal
us kii ja.ng-e-be-sabab kaa hai taGaaful hii ilaaj
aap Dhelaa ho ke aavegaa idhar Dhal Dhal ke Dhul
Hasrat Azimabadi
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng-e-vafaa pe shikast-e-ishq ke ba.ad
pa.Daa hai dasht me.n ab tak vo paa.emaal badan
Meraj Naqvi
Ghazal
har qadam dast-o-garebaa.n hai yahaa.n KHair se shar
ham bhii kis maarka-e-ja.ng-o-jadal me.n aa.e