SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhel"
Sher MATCHES FOR "jhel"
Sher
kuchh log hai.n jo jhel rahe hai.n musiibate.n
kuchh log hai.n jo vaqt se pahle badal ga.e
Shakeel Jamali
Sher
mai.n ne ha.nsne kii aziyyat jhel lii royaa nahii.n
ye saliiqa bhii ko.ii aasaan jiine kaa na thaa
Siddique Mujibi
Sher
ab aur ko.ii sadma nahii.n jhel saktaa mai.n
ab aur merii aa.nkho.n me.n hairat nahii.n bachii
Aks samastipuri
Sher
charaag chaa.nd shafaq shaam phuul jhiil sabaa
churaa.ii.n sab ne hii kuchh kuchh shabaahate.n terii
Anjum Irfani
Sher
gahrii KHamosh jhiil ke paanii ko yuu.n na chhe.D
chhii.nTe u.De to terii qabaa par bhii aa.e.nge
Mohsin Naqvi
Sher
Qateel Shifai
Sher
Javed Akhtar
Sher
Aziz Nabeel
Sher
Aziz Nabeel
Sher
vo gulaabii baadalo.n me.n ek niilii jhiil sii
hosh qaa.em kaise rahte thaa hii kuchh aisaa libaas
Nusrat Gwaliari
Sher
vo laala-badan jhiil me.n utraa nahii.n varna
sho.ale mutavaatir isii paanii se nikalte
Mahfuzur Rahman Adil
Sher
hamaare ghar ke qariib ek jhiil hotii thii
aur us me.n shaam ko suuraj nahaayaa kartaa thaa