SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhel"
Ghazal MATCHES FOR "jhel"
Ghazal
shauq se raah-e-mohabbat kii musiibat jhel le
ik KHushii kaa raaz pinhaa.n jaada-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
zahr-e-Gam KHuub piyaa ham ne sharaabo.n se bache
jhel kar kitne azaabo.n ko azaabo.n se bache
Shakeel Gwaliari
Ghazal
jhel kar dukh mujhe jiine kaa qariina aaya
na jabii.n par shikan ubhrii na pasiina aaya
Asar Ansari
Ghazal
na puuchhiye ki kahaa kyaa hai an-kahii kyaa hai
azaab jhel rahaa huu.n suKHanvarii kyaa hai
Pirzada Qasim
Ghazal
Zubair Qaisar
Ghazal
Nadeem Asghar
Ghazal
mai.n zindagii ke hazaaro.n azaab jhel gayaa
azaab kyaa hai.n mai.n kitne hii KHvaab jhel gayaa
Mukhtar Shameem
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
sabab thii fitrat-e-insaa.n KHaraab mausam kaa
farishte jhel rahe hai.n 'azaab mausam kaa
Faryad Aazar
Ghazal
mire junuun ko sahraa hii jhel saktaa hai
kahii.n jo shahr me.n nikluu.n to qatl-e-aam karuu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
mai.n ne kaise kaise sadme jhel liye hai.n
is kaa matlab zahr pachaayaa jaa saktaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
zindagii nikhar aa.ii jhel kar sitam tanhaa
tere dar se haath aayaa bas yahii karam tanhaa
Iffat Zeba Kakorvi
Ghazal
Aabida Urooj
Ghazal
kuchh log hai.n jo jhel rahe hai.n musiibate.n
kuchh log hai.n jo vaqt se pahle badal ga.e
Shakeel Jamali
Ghazal
bahaar rut me.n KHizaa.n jhel kar KHaraab hu.e
him apne ghar hu.e tum apne ghar KHaraab hu.e
Faiyyaz Bostan
Ghazal
auro.n kii tarah ham bhii magar jhel jaa.e.nge
sab zindagii samajhte hai.n jis ko vo jaa.n-kanii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
raat ko jhel ke baiThaa huu.n to din niklaa hai
ab mai.n suuraj se sitaara to nahii.n ho saktaa