SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhel"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jhel"
Ghazal
shauq se raah-e-mohabbat kii musiibat jhel le
ik KHushii kaa raaz pinhaa.n jaada-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
mire junuun ko sahraa hii jhel saktaa hai
kahii.n jo shahr me.n nikluu.n to qatl-e-aam karuu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
mai.n ne kaise kaise sadme jhel liye hai.n
is kaa matlab zahr pachaayaa jaa saktaa hai
Shakeel Jamali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jhel"
Nazm
ban-bas
jo do ik mausam Gurbat ke dukh jhel ke aayaa
taaki apne ghar kii diivaaro.n se
Ahmad Faraz
Nazm
naya husn
marhale jhel ke nikhraa hai mazaaq-e-taKHliiq
sa.ii-e-paiham ne diye hai.n ye KHad-o-KHaal tujhe
Kaifi Azmi
Ghazal
kuchh log hai.n jo jhel rahe hai.n musiibate.n
kuchh log hai.n jo vaqt se pahle badal ga.e
Shakeel Jamali
Ghazal
auro.n kii tarah ham bhii magar jhel jaa.e.nge
sab zindagii samajhte hai.n jis ko vo jaa.n-kanii
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
kuchh log hai.n jo jhel rahe hai.n musiibate.n
kuchh log hai.n jo vaqt se pahle badal ga.e
Shakeel Jamali
Ghazal
raat ko jhel ke baiThaa huu.n to din niklaa hai
ab mai.n suuraj se sitaara to nahii.n ho saktaa
Afzal Gauhar Rao
Nazm
jahan zad
jism-o-jaa.n ke ta'alluq kii raushan guzargaah se
ik jahaa.n kaa safar jhel kar us