SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamar"
Sher MATCHES FOR "kamar"
Sher
Insha Allah Khan Insha
Sher
ye sair hai ki dupaTTa u.Daa rahii hai havaa
chhupaate hai.n jo vo siina kamar nahii.n chhuptii
Dagh Dehlvi
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
vo chaar chaa.nd falak ko lagaa chalaa huu.n 'qamar'
ki mere baa'd sitaare kahe.nge afsaane
Qamar Jalalvi
Sher
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
rusvaa karegii dekh ke duniyaa mujhe 'qamar'
is chaa.ndnii me.n un ko bulaane ko jaa.e kaun
Qamar Jalalvi
Sher
muddato.n baad jo is raah se guzraa huu.n 'qamar'
ahd-e-rafta ko bahut yaad kiyaa hai mai.n ne
Qamar Moradabadi
Sher
'qamar' zaraa bhii nahii.n tum ko KHauf-e-rusvaa.ii
chale ho chaa.ndnii shab me.n unhe.n bulaane ko
Qamar Jalalvi
Sher
bahut udaas ho tum aur mai.n bhii baiThaa huu.n
ga.e dino.n kii kamar se kamar lagaa.e hu.e
Ahmad Mushtaq
Sher
'qamar' kisii se bhii dil kaa ilaaj ho na sakaa
ham apnaa daaG dikhaate rahe zamaane ko
Qamar Jalalvi
Sher
Wajid Ali Shah Akhtar
Sher
misl-e-aa.iina hai us rashk-e-qamar kaa pahluu
saaf idhar se nazar aataa hai udhar kaa pahluu
Meer Khaleeq
Sher
tere qurbaan 'qamar' mu.nh sar-e-gulzaar na khol
sadqe us chaa.nd sii suurat pe na ho jaa.e bahaar