SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamar"
Ghazal MATCHES FOR "kamar"
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
aa.e hai.n 'miir' kaafir ho kar KHudaa ke ghar me.n
peshaanii par hai qashqa zunnaar hai kamar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
raat din chain ham ai rashk-e-qamar rakhte hai.n
shaam avadh kii to banaras kii sahar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
misaal-e-taar-e-nazar kyaa nazar nahii.n aataa
kabhii KHayaal me.n muu-e-kamar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
baiThe jo shaam se tire dar pe sahar hu.ii
afsos ai qamar ki na mutlaq KHabar hu.ii
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
ashk daaman me.n bhare KHvaab kamar par rakkhaa
phir qadam ham ne tirii raahguzar par rakkhaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
hai.n na zindo.n me.n na murdo.n me.n kamar ke aashiq
na idhar ke hai.n ilaahii na udhar ke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
mehrbaa.n mujh pe ho ai rashk-e-qamar aaj kii raat
aa mire chaa.nd ke Tuk.De mire ghar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
shaane kaa bahut KHuun-e-jigar jaa.e hai pyaare
tab zulf kahii.n taa-ba-kamar jaa.e hai pyaare
Kaleem Aajiz
Ghazal
visaal-e-yaar bhii hai daur me.n sharaab bhii hai
qamar bhii hai mire pahluu me.n aaftaab bhii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
puuchhegaa jo vo rashk-e-qamar haal hamaaraa
ai 'mehr' chamak jaa.egaa iqbaal hamaaraa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
dekhaa use, qamar mujhe achchhaa nahii.n lagaa
chhuu kar use, guhar mujhe achchhaa nahii.n lagaa
Laeeq Akbar Sahaab
Ghazal
ko.ii kamar ko tirii kuchh jo ho kamar to kahe
ki aadmii jo kahe baat soch kar to kahe