SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kamar"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
muKHaatib hai bande se parvardigaar
tuu husn-e-chaman tuu hii rang-e-bahaar
Abrar Ahmad Kashif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kamar"
Ghazal
ronaa ilaaj-e-zulmat-e-duniyaa nahii.n to kyaa
kam-az-kam ehtijaaj-e-KHudaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
kabhii kahaa na kisii se tire fasaane ko
na jaane kaise KHabar ho ga.ii zamaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
tevar tire ai rashk-e-qamar dekh rahe hai.n
ham shaam se aasaar-e-sahar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ai bulbul-e-bahaar-e-chaman apnii KHair maa.ng
sayyaad-o-baaGbaa.n me.n mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Nazm
safar ke waqt
ye paa.nch kurte hai.n dekho ye paa.nch paajaame
Dale hu.e hai.n qamar-ba.nd in me.n aur dekho
Jaun Eliya
Marsiya
qurbaa.n kamaan-e-abruu-e-maulaa pe jaan o dil
gar maah-e-nau kahe.n to hai tashbiih mubtazil
Meer Anees
Sher
shukriya ai qabr tak pahu.nchaane vaalo shukriya
ab akele hii chale jaa.e.nge is manzil se ham














