aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "kamar"
'qamar' mai.n huu.n muKHtaar tanziim-e-shab kaahai.n mere hii bas me.n a.ndhere ujaale
badan un ko kabhii baahar nikalne hii nahii.n detaa'qamar-abbas' to baa-qaa.edaa tayyaar hote hai.n
'qamar' allaah saath iimaan ke manzil pe pahu.nchaa deharam kii raah me.n sunte hai.n but-KHaane bahut se hai.n
ai 'qamar' shaam kaa va.ada hai vo aate ho.ngeshaam kahlaatii hai taaro.n ke nikal aane tak
sab ko duniyaa se jaanaa hai ik din 'qamar'rah gayaa aaj ko.ii to kal jaa.egaa
kahaanii dard-e-dil kii sun ke puuchhaa'qamar' sach kah ye kis kaa hai fasaana
ye bahut achchhaa hu.aa aa.e.nge vo pichhle paharchaa.ndnii bhii KHatm jab tak ai 'qamar' ho jaa.egii
jab se ga.e hai.n dekh ke taare vo ai 'qamar'suurat badal ga.ii hai shab-e-maahtaab kii
yahii hai gar KHushii to raat bhar ginte raho taare'qamar' is chaa.ndnii me.n un kaa ab aanaa to kyaa hogaa
kyuu.n sham-e-intizaar bujhaate ho ai 'qamar'naale hai.n ye kisii ke sahar kii azaa.n nahii.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books