SEARCH RESULTS
Showing search results for "khiraamaa.n"
Sher MATCHES FOR "khiraamaa.n"
Sher
ra.ng-o-buu ke parde me.n kaun ye KHiraamaa.n hai
har nafas mo.attar hai har nazar Gazal-KHvaa.n hai
Raaz Muradabadi
Sher
Allama Iqbal
Sher
izn-e-KHiraam lete hu.e aasmaa.n se ham
haT kar chale hai.n rahguzar-e-kaarvaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Sher
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mere KHirman ke KHoshaa-chiino.n ko
Meer Anees
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
miraa KHush-KHiraam balaa kaa tez-KHiraam thaa
mirii zindagii se chalaa gayaa to KHabar hu.ii
Iftikhar Arif
Sher
naaKHudaa maujo.n kii is narm-KHiraamii pe na jaa
yahii mauje.n to badal jaatii hai.n tuufaano.n me.n
Syed Nawab Afsar Lakhnavi
Sher
merii qismat hai ye aavaara-KHiraamii 'saajid'
dasht ko raah nikaltii hai na ghar aataa hai
Ghulam Husain Sajid
Sher
ab shor hai misaal-e-juudii is KHiraam ko
yuu.n kaun jaantaa thaa qayaamat ke naam ko
Momin Khan Momin
Sher
Amjad hyderabadi
Sher
kyaa merii tarah KHaanamaa.n-barbaad ho tum bhii
kyaa baat hai tum ghar kaa pataa kyuu.n nahii.n dete
Maqbool Naqsh
Sher
vahm-o-gumaa.n ne aas ba.ndhaa.ii tamaam raat
aahaT KHiraam-e-naaz kii aa.ii tamaam raat
Jalee Amrohvi
Sher
ye taaj ke saa.e me.n zar-o-siim ke KHirman
kyuu.n aatish-e-kashkol-e-gadaa se nahii.n Darte
Parvez Shahidi
Sher
guzraa hai kaun phuul khilaataa KHiraam se
'shaadaab' aaj raahguzar paa rahaa huu.n mai.n
Parvez Shahidi
Sher
Hosh Jaunpuri
Sher
aamad kaa tirii jab ko.ii imkaan nahii.n hai
kab tak dil-e-be-taab yuu.nhii thaam rakhe.n ham