SEARCH RESULTS
Showing search results for "khiraamaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "khiraamaa.n"
Ghazal
mire dil me.n is tarah hai tirii aarzuu KHiraamaa.n
ko.ii naaznii.n ho jaise jo khulii kitaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
aatish buland dil kii na thii varna ai kaliim
yak sho.ala barq-e-KHiraman-e-sad-koh-e-tuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mujh KHasta o mahjuur kii aa.nkhe.n hai.n tarastii
kab se tujhe ai sarv-KHiraamaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
sub.h kii aaj jo ra.ngat hai vo pahle to na thii
kyaa KHabar aaj KHiraamaa.n sar-e-gulzaar hai kaun
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
khulii zulfe.n liye vo jhiil kii jaanib KHiraamaa.n se
barahna-paa lage aane sitaaro tum to so jaa.o
Anees Kaifi
Ghazal
hone kii nahii.n terii KHushii sarv-KHiraamaa.n
taa KHaak me.n ye be-sar-o-saamaa.n na milegaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
duur duur mujh se vo is tarah KHiraamaa.n hai
har qadam hai naqsh-e-dil har nigah rag-e-jaa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mai.n huu.n yaa tuu hai KHud apne se gurezaa.n jaise
mare aage ko.ii saaya hai KHiraamaa.n jaise
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hai ishq ki mahshar me.n yuu.n mast o KHiraamaa.n hai
dozaKH ba-garebaa.n hai firdaus ba-daamaa.n hai
Asghar Gondvi
Ghazal
sard-mehrii se kisii kii aage hii jii sard hai
yaa.n se haT jaa dhuup ai abr-e-KHiraamaa.n chho.D kar
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
farsh par hai yuu.n KHiraamaa.n rashk-e-maah
arsh par jaise ko.ii aKHtar chale