SEARCH RESULTS
Showing search results for "khud-kaam"
Sher MATCHES FOR "khud-kaam"
Sher
aa.nkh khul kar abhii maanuus nahii.n ho paatii
aur diivaar se tasviir badal jaatii hai
Anjum Saleemi
Sher
khul kar aaKHir jahl kaa elaan honaa chaahiye
haq-parasto.n ke liye zindaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Sher
Munawwar Rana
Sher
bahaar aa.ii to khul kar kahaa hai phuulo.n ne
ye kis ne chhe.D dii gulshan me.n phir jamaal kii baat
Indira Varma
Sher
kuud kar diivaar 'arshii' Gam gharo.n me.n aa base
anginat taa'viiz darvaazo.n pe laTke rah ga.e
Arshi Malik
Sher
gavaahii kaise TuuTtii mu.aamla KHudaa kaa thaa
miraa aur us kaa raabta to haath aur du.aa kaa thaa
Parveen Shakir
Sher
Munawwar Rana
Sher
Aqib Sabir
Sher
jis se do roz bhii khul kar na mulaaqaat hu.ii
muddato.n baa'd mile bhii to gilaa kaise ho
Shahzad Ahmad
Sher
Ashfaq Husain
Sher
Natiq Gulavthi
Sher
KHudaa kaa shukr hai girdaab se nikal aayaa
mai.n us ke halqa-e-ahbaab se nikal aayaa
Mahboob Zafar
Sher
zamaane par to khul kar ha.ns rahaa thaa
tire chhuute hii ro baiThaa hai paagal
Irshad Khan Sikandar
Sher
KHudaa kaa shukr pareshaaniyaa.n milii.n ham ko
vagarna bachche hii rahte ba.De na ho paate