SEARCH RESULTS
Showing search results for "khud-kaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khud-kaam"
Ghazal
kuchh bas na chalaa jazba-e-KHud-kaam ke aage
jhuknaa hii pa.Daa us but-e-badnaam ke aage
Zaheer Kashmiri
Ghazal
jab mai.n ne kahaa ai but-e-KHud-kaam vare aa
tab kahne lagaa ''chal be o bad-naam pare jaa''
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ik Dhab pe kabhuu vo but-e-KHud-kaam na paayaa
dekhaa me.n jo kuchh sub.h use shaam na paayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
bin tire ai but-e-KHud-kaam ye dil ko hai KHatar
tere aashiq kaa tamaam aah kahii.n kaam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
KHuugar-e-aish-o-masarrat dil-e-KHud-kaam nahii.n
hai ye aaraam kii suurat magar aaraam nahii.n
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khud-kaam"
Ghazal
meraa jazba ki jo KHud-fahm hai KHud-kaam nahii.n
puKHta maGzaan-e-junuu.n kii havas-e-KHaam nahii.n
Jameel Mazhari
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
be-tah mirii nazar hai ki KHud kam-nazar huu.n mai.n
az-bas isii KHayaal se zer-o-zabar huu.n mai.n
Amjed Ashraf Malla
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo ain vasl me.n aaraam se nahii.n vaaqif
vo matlab-e-dil-e-KHud-kaam se nahii.n vaaqif
Shah Naseer
Ghazal
jald 'ehsaa.n' se kaho vo but-e-KHud-kaam aayaa
ab to lillaah kahii.n band zabaa.n kiijiyegaa