SEARCH RESULTS
Showing search results for "khud-kaam"
Ghazal MATCHES FOR "khud-kaam"
Ghazal
kuchh bas na chalaa jazba-e-KHud-kaam ke aage
jhuknaa hii pa.Daa us but-e-badnaam ke aage
Zaheer Kashmiri
Ghazal
jab mai.n ne kahaa ai but-e-KHud-kaam vare aa
tab kahne lagaa ''chal be o bad-naam pare jaa''
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ik Dhab pe kabhuu vo but-e-KHud-kaam na paayaa
dekhaa me.n jo kuchh sub.h use shaam na paayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
bin tire ai but-e-KHud-kaam ye dil ko hai KHatar
tere aashiq kaa tamaam aah kahii.n kaam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
KHuugar-e-aish-o-masarrat dil-e-KHud-kaam nahii.n
hai ye aaraam kii suurat magar aaraam nahii.n
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
meraa jazba ki jo KHud-fahm hai KHud-kaam nahii.n
puKHta maGzaan-e-junuu.n kii havas-e-KHaam nahii.n
Jameel Mazhari
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
be-tah mirii nazar hai ki KHud kam-nazar huu.n mai.n
az-bas isii KHayaal se zer-o-zabar huu.n mai.n
Amjed Ashraf Malla
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo ain vasl me.n aaraam se nahii.n vaaqif
vo matlab-e-dil-e-KHud-kaam se nahii.n vaaqif
Shah Naseer
Ghazal
jald 'ehsaa.n' se kaho vo but-e-KHud-kaam aayaa
ab to lillaah kahii.n band zabaa.n kiijiyegaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
aur apne haq me.n ta.an-e-taGaaful Gazab hu.aa
Gairo.n se multafit but-e-KHud-kaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
talqiin kare arz-e-tamannaa hame.n us se
mahram nahii.n hai us but-e-KHud-kaam se vaaqif
Hasrat Azimabadi
Ghazal
hai apne hame.n kaam se kaam ai but-e-KHud-kaam
ham kaam nahii.n rakhte hai.n kuchh kaam se tere
Meer Hasan
Ghazal
vasl kii shab dil-e-KHud-kaam kii naakaamii ko
aap me.n sharm-o-hayaa aur sharaarat aa.ii
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
kahtaa hai taan se tuu hame.n banda-e-KHudaa
itnaa mizaaj o but-e-KHud-kaam ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
ba.ad muddat ke tujhe paayaa hai tanhaa ba-KHudaa
aaj tuu kaam ko yaa.n se but-e-KHud-kaam na bhej