SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.nguur"
Sher MATCHES FOR "la.nguur"
Sher
us kii aadat hai mere baal bigaa.De rakhnaa
us kii koshish hai kisii aur ko achchhaa na laguu.n
Unknown
Sher
asar ye tere anfaas-e-masiihaa.ii kaa hai 'akbar'
allahabad se la.ngDaa chalaa lahore tak pahu.nchaa
Akbar Allahabadi
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
ho gayaa laaGar jo us lailaa-adaa ke ishq me.n
misl-e-majnuu.n haal meraa bhii fasaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Sher
uThaa diyaa to hai la.ngar havaa ke jho.nko.n me.n
kidhar safiina hai saahil kahaa.n nahii.n ma.aluum
Jaleel Manikpuri
Sher
ehsaan naa-KHudaa kaa uThaa.e mirii balaa
kashtii KHudaa pe chho.D duu.n la.ngar ko to.D duu.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
aisii tasviir banaa rote hu.e KHush bhii laguu.n
Gam kii tarsiil to ho Gam kaa tamaasha na bane
Danish Naqwi
Sher
Taufeeq Hyderabadi
Sher
rindo.n ko paabandii-e-duniyaa kahaa.n
kashtii-e-mai ko nahii.n la.ngar kii chaah
Muneer Shikohabadi
Sher
dil Duub gayaa TuuT gayaa sabr kaa la.ngar
ho kashtii-e-tan kyuu.n na pareshaan-e-talaatum
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
saamne us ke laguu.n rone to jhu.njhlaa ke kahe
yaa.n se le jaa.iye ye diida-e-tar aur kahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kabhii to lagtaa hai ye uzr-e-la.ng hai varna
mujhe to kufr ne islaam par lagaayaa hu.aa hai
Nadeem ahmad
Sher
qulzum-e-fikr me.n hai kashtii-e-iimaa.n saalim
naa-KHudaa husn hai aur ishq hai la.ngar apnaa
Sahir Dehlavi
Sher
Deepak Purohit
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
us lab-e-baam se ai sarsar-e-furqat tuu bataa
misl tinke ke miraa ye tan-e-laaGar phe.nkaa