SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.nguur"
Ghazal MATCHES FOR "la.nguur"
Ghazal
raqiib-e-ruu-siyah ke haal kaa gar maajraa puuchhe
to us ke saamne jangal se ik la.nguur le jaanaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
shimla rakhaa jo dosh pe la.nguur kii sii dum
kyaa is me.n shaiKH-jii kii karaamaat ba.Dh ga.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aa.iine kii gar sair kare shaiKH ye dekhe
sar KHurs kaa mu.nh KHuuk kaa la.nguur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Ziaur Rahman Azmi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
achchhii guzar rahii hai dil-e-KHud-kafiil se
la.ngar se roTii lete hai.n paanii sabiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
vo dekhtaa hai mujh ko magar be-hayaa nahii.n
mai.n dekhne laguu.n to mujhe dekhtaa nahii.n
Himanshi Babra
Ghazal
aisii tasviir banaa rote hu.e KHush bhii laguu.n
Gam kii tarsiil to ho Gam kaa tamaasha na bane
Danish Naqwi
Ghazal
laaGar itnaa huu.n ki gar tuu bazm me.n jaa de mujhe
meraa zimma dekh kar gar ko.ii batlaa de mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe defence kii lingua-franca na.ii.n aatii
tumhe.n to sadr kaa qaumii taraana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
'aalam-e-be-sar-o-saamaanii-e-fursat mat puuchh
langar-e-vahshat-e-majnuu.n hai bayaabaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n to ilzaam hai tuufaa.n pe Dubo dene kaa
tah me.n dariyaa kii magar naav kaa la.ngar niklaa
Bekal Utsahi
Ghazal
bijlii girii hai kal kisii uj.De makaan par
rone laguu.n ki ha.ns pa.Duu.n is daastaan par
Zafar Iqbal
Ghazal
bas ek baar jo la.ngar uThe to phir kyaa thaa
havaa.e.n taak me.n thii.n jaise baadbaano.n kii
Irfan Siddiqi
Ghazal
laaGar hai.n jism rang hai.n kaale pa.De hu.e
baalo.n pe gard paa.nv me.n chhaale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Adil Mansuri
Ghazal
S. H. Bihari
Ghazal
baad-e-muraad chal chukii la.ngar uThaa.o 'yaas'
phir aage ba.Dh ke KHuubii-e-taqdiir dekhnaa