SEARCH RESULTS
Showing search results for "laaya"
Sher MATCHES FOR "laaya"
Sher
ab in huduud me.n laayaa hai intizaar mujhe
vo aa bhii jaa.e.n to aa.e na e'tibaar mujhe
Khumar Barabankavi
Sher
lahuu vatan ke shahiido.n kaa rang laayaa hai
uchhal rahaa hai zamaane me.n naam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Sher
nikaal laayaa huu.n ek pinjre se ik parinda
ab is parinde ke dil se pi.njra nikaalnaa hai
Umair Najmi
Sher
dil-e-muztar se puuchh ai raunaq-e-bazm
mai.n KHud aayaa nahii.n laayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Sher
Jaun Eliya
Sher
har ek daur kaa maz.hab nayaa KHudaa laayaa
kare.n to ham bhii magar kis KHudaa kii baat kare.n
Sahir Ludhianvi
Sher
us ke kamre se uThaa laayaa huu.n yaade.n apnii
KHud pa.Daa rah gayaa lekin kisii almaarii me.n
Sanaullah Zaheer
Sher
laayaa hai miraa shauq mujhe parde se baahar
mai.n varna vahii KHalvatii-e-raaz-e-nihaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Sher
ye to ab ishq me.n jii lagne lagaa hai kuchh kuchh
is taraf pahle-pahal gher ke laayaa gayaa mai.n
Abbas Tabish
Sher
khi.Dkii ke raste se laayaa kartaa huu.n
mai.n baahar kii duniyaa KHaalii kamre me.n