SEARCH RESULTS
Showing search results for "laaya"
Nazm MATCHES FOR "laaya"
Nazm
sab maya hai
ik naam to baaqii rahtaa hai, gar jaan nahii.n
jab dekh liyaa is saude me.n nuqsaan nahii.n
Ibn e Insha
Nazm
parchhaiyan
mahaaz-e-jang se harkaara taar laayaa hai
ki jis kaa zikr tumhe.n zindagii se pyaaraa thaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazrana
raasta bhuul gayaa, yaa yahii manzil hai mirii
ko.ii laayaa hai ki KHud aayaa huu.n ma.aluum nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
apne bistar se uThtaa huu.n mu.nh dhotaa huu.n
laayaa thaa kal jo double-roTii
Meeraji
Nazm
ban-bas
ghar se laayaa thaa jo kuchh tab-e-ravaa.n zehn-e-rasaa
saath us ke rahe asbaab-e-tabaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
saik.Do.n savaalo.n saa ik savaal laayaa hai
vaqt kii adaalat me.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
aazadi
lahuu vatan ke shahiido.n kaa rang laayaa hai
uchhal rahaa hai zamaane me.n naam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nilo
naachte naachte ho jaa.e jo paa.el KHaamosh
phir na taa-ziist tujhe hosh me.n laayaa jaa.e
Habib Jalib
Nazm
wirsa
saalhaa-saal me.n jo barg-o-samar laayaa hai
apnaa haq maa.ng magar un ke ta.aavun se na maa.ng
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindagi
mai.n ne har shakl ko ghabraa ke KHudaa maan liyaa
kaaT ke rakh diye sandal ke pur-asraar daraKHt
Kaifi Azmi
Nazm
fareb
chun liyaa raah ke rezo.n ko KHazaf-rezo.n ko
aur samajh baiThe ki bas la.al-o-javaahar hai.n yahii
Ali Sardar Jafri
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
dekhnaa tum se abhii kitne kiye jaa.e.nge makr
kis tarah tum ko abhii chakkar me.n laayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
chhabbis january
roz-e-sa.iid aayaa chhabbiis january kaa
daur-e-jadiid laayaa bhaarat kii bartarii kaa