SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaaz-e-ja.ng"
Sher MATCHES FOR "mahaaz-e-ja.ng"
Sher
'mullaa' banaa diyaa hai ise bhii mahaaz-e-ja.ng
ik sulh kaa payaam thii urdu zabaa.n kabhii
Anand Narayan Mulla
Sher
diyaa hai maa.n ne mujhe duudh bhii vuzuu kar ke
mahaaz-e-jang se mai.n lauT kar na jaa.u.ngaa
Munawwar Rana
Sher
Waliullah Muhib
Sher
Ejaz Ansari
Sher
dono.n ke dil me.n KHauf thaa maidaan-e-ja.ng me.n
dono.n kaa KHauf faasla thaa darmiyaan kaa
Mohammad Alvi
Sher
maraz-e-ishq jise ho use kyaa yaad rahe
na davaa yaad rahe aur na du.aa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
ba.ad muddat ke gulaabo.n kii mahak aa.ii hai
us ne pardes se bhejaa ko.ii KHat hai mujh ko
Rahat Hasan
Sher
iisaa se davaa-e-maraz-e-ishq na hogii
haa.n un ko ko.ii Dhuu.nD ke le aa.e kahii.n se
Muztar Khairabadi
Sher
baad-e-fanaa bhii hai maraz-e-ishq kaa asar
dekho ki rang zard hai mere Gubaar kaa
Mirza Raza Barq
Sher
us maraz ko maraz-e-ishq kahaa karte hai.n
na davaa hotii hai jis kii na du.aa hotii hai
Shafiq Rizvi
Sher
diivaane ko majaaz-o-haqiiqat se kyaa Garaz
dair-o-haram mile na mile teraa dar mile
Figar Unnavi
Sher
Saghar Siddiqui
Sher
jaate jaate un kaa ruknaa aur mu.D kar dekhnaa
jaag uTThaa aah meraa dard-e-tanhaa.ii bahut
Lutf Harooni
Sher
havaa ke lams me.n us kii mahak bhii hotii hai
vo shaaKH-e-gul jo kahii.n ruu-ba-ruu nahii.n hotii
Ashraf Yousafi
Sher
kahiye aa.iina-e-sad-fasl-e-bahaaraa.n tujh ko
kitne phuulo.n kii mahak hai tire pairaahan me.n