SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaaz-e-ja.ng"
Ghazal MATCHES FOR "mahaaz-e-ja.ng"
Ghazal
mahaaz-e-jang se pahle kahii.n pa.Daav banaa.o
nadii pe baa.ndh banaane se pahle naav banaa.o
Charagh Sharma
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng me.n pahle hariif tai to ho.n
lagaam thaame hu.e shahsavaar chiiKHtaa hai
Akhilesh Tiwari
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng pe terii shikast aaKHir hai
hisaar kar le KHud apnaa tamaam lashkar khii.nch
Farhat Nadir Rizwi
Ghazal
naqiib-e-amn rahaa mai.n mahaaz-e-ja.ng pe bhii
yahii usuul mirii fatah kaa sabab Thahraa
Naz Qadri
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng me.n vo apne farz kii KHaatir
na detaa jaan to aaKHir piyaada kyaa kartaa
Yaqoob Arif
Ghazal
abhii mai.n faaqa-kashii ke mahaaz-e-jang pe huu.n
mirii Gazal se kaho meraa intizaar kare
Sagheer Riyaz
Ghazal
mahaaz-e-jang pe laayaa huu.n saath chand gulaab
du'aa karo ki ye hathiyaar kaargar ho jaa.e
Asim Wasti
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng pe khilte nahii.n hai.n haath mire
mai.n kyaa karuu.n ki muqaabil miraa aduu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
mahaaz-e-jang me.n ik din utar ke dekhte hai.n
nahii.n visaal mayassar to mar ke dekhte hai.n
Deepak Ghazipuri
Ghazal
mahaaz-e-jang pe Dhuu.nDaa jise vo ghar pe milii
ajab hai.n faisle ye bhii ajal ke dekhe.n to
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
bharosa quvvat-e-baazuu pe apnii jo nahii.n kartaa
mahaaz-e-jang me.n us ke liye lashkar zaruurii hai
Saeed Rahmani
Ghazal
Javed Akhtar Azad
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng-e-vafaa pe shikast-e-ishq ke ba.ad
pa.Daa hai dasht me.n ab tak vo paa.emaal badan
Meraj Naqvi
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
taalib-e-sulh huu.n mai.n aur nazar taalib-e-ja.ng
raat din la.Dne pe tayyaar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
vo ja.ng mai.n ne mahaaz-e-anaa pe haarii hai
lahuu me.n aaj qayaamat kii barf-baarii hai
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath