SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaaz-e-ja.ng"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahaaz-e-ja.ng"
Ghazal
mahaaz-e-jang se pahle kahii.n pa.Daav banaa.o
nadii pe baa.ndh banaane se pahle naav banaa.o
Charagh Sharma
Sher
'mullaa' banaa diyaa hai ise bhii mahaaz-e-ja.ng
ik sulh kaa payaam thii urdu zabaa.n kabhii
Anand Narayan Mulla
Nazm
meayar-e-sukun
mahaaz-e-jang se lauTe hu.e sipaahii se
jo puuchhiye ki hai bachcho.n kaa shor-o-GauGaa kyaa
Akhtar Bastavi
MORE MATCHES FOR "mahaaz-e-ja.ng"
Nazm
hum intizar mein hain
tumhe.n qasam jo hamaaraa suhaag yaad aa.e
mahaaz-e-jang pe talvaar ke hisaaro.n me.n
Qaisarul Jafri
Nazm
mahaarani laxmi-bai
sipaahii thii vo qudrat kii taraf se
mahaaz-e-jang par yaktaa thii lakshmii
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng me.n pahle hariif tai to ho.n
lagaam thaame hu.e shahsavaar chiiKHtaa hai
Akhilesh Tiwari
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng pe terii shikast aaKHir hai
hisaar kar le KHud apnaa tamaam lashkar khii.nch
Farhat Nadir Rizwi
Ghazal
naqiib-e-amn rahaa mai.n mahaaz-e-ja.ng pe bhii
yahii usuul mirii fatah kaa sabab Thahraa
Naz Qadri
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng me.n vo apne farz kii KHaatir
na detaa jaan to aaKHir piyaada kyaa kartaa
Yaqoob Arif
Ghazal
abhii mai.n faaqa-kashii ke mahaaz-e-jang pe huu.n
mirii Gazal se kaho meraa intizaar kare
Sagheer Riyaz
Ghazal
mahaaz-e-jang pe laayaa huu.n saath chand gulaab
du'aa karo ki ye hathiyaar kaargar ho jaa.e
Asim Wasti
Ghazal
mahaaz-e-ja.ng pe khilte nahii.n hai.n haath mire
mai.n kyaa karuu.n ki muqaabil miraa aduu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
mahaaz-e-jang me.n ik din utar ke dekhte hai.n
nahii.n visaal mayassar to mar ke dekhte hai.n