SEARCH RESULTS
Showing search results for "masnad"
Sher MATCHES FOR "masnad"
Sher
naam is kaa aamariyyat ho ki ho jamhuuriyat
munsalik fir.auniyat masnad se tab thii ab bhii hai
Murtaza Barlas
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
tirii masnad pe ko.ii aur nahii.n aa saktaa
ye miraa dil hai ko.ii KHaalii asaamii to nahii.n
Afzal Khan
Sher
ye kaun utraa pa.e-gasht apnii masnad se
aur intizaam-e-makaan o siraa badalne lagaa
Sarvat Husain
Sher
hai baada-gusaaro.n ko to maiKHaane se nisbat
tum masnad-e-saaqii pe kisii ko bhii biThaa do
Ahmad Faraz
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
vahaa.n bhii 'aql hii masnad-nashii.n milii ki jahaa.n
mataa'-e-fikr-o-nazar kaa ko.ii savaal na thaa
Muzaffar Hanfi
Sher
Asad Awan
Sher
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
Sher
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuu.n kar le.n
kisii rote hu.e bachche ko ha.nsaayaa jaa.e
Nida Fazli
Sher
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
Allama Iqbal
Sher
zaahid sharaab piine de masjid me.n baiTh kar
yaa vo jagah bataa de jahaa.n par KHudaa na ho
Unknown
Sher
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Sher
but-KHaana to.D Daaliye masjid ko Dhaa.iye
dil ko na to.Diye ye KHudaa kaa maqaam hai