SEARCH RESULTS
Showing search results for "masnad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masnad"
Ghazal
Abbas Tabish
Sher
naam is kaa aamariyyat ho ki ho jamhuuriyat
munsalik fir.auniyat masnad se tab thii ab bhii hai
Murtaza Barlas
Sher
tirii masnad pe ko.ii aur nahii.n aa saktaa
ye miraa dil hai ko.ii KHaalii asaamii to nahii.n
Afzal Khan
PAGE MATCHES FOR "masnad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "masnad"
Ghazal
hu.ii iijaad na.ii tarz-e-KHushaamad ki nahii.n
kal kaa aa.iin hai ab tak sar-e-masnad ki nahii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
Najma Shaheen Khosa
Sher
vahaa.n bhii 'aql hii masnad-nashii.n milii ki jahaa.n
mataa'-e-fikr-o-nazar kaa ko.ii savaal na thaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
haalaat kii masnad se utar jaa.e.nge ik din
arzaanii-e-vahshat me.n hii mar jaa.e.nge ik din
Azeez Adil
Ghazal
masnad-nashiin hone kii chaahat nahii.n mujhe
manzuur be-hiso.n kii qayaadat nahii.n mujhe
Shafaq Tanveer
Sher
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jhuuT kah kar bhii vo masnad pe jagah paataa hai
aur mujh ko pas-e-diivaar chunaa jaataa hai
Shamsa Najm
Qita
phuulo.n kii sej par se jo be-dimaaG uTThe
masnad pe naaz kii jo tevrii cha.Dhaa ke baiThe
Meer Taqi Meer
Ghazal
biThaa chukaa hai zamaana hame.n bhii masnad par
hu.aa kiye hai.n javaahir nisaar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaun kahtaa hai bure kaam kaa phal bhii hai buraa
dekh masnad pe hai.n masjid ko giraane vaale














