SEARCH RESULTS
Showing search results for "masnad"
Ghazal MATCHES FOR "masnad"
Ghazal
rahaa mai.n shaahid-e-tanhaa nashiin-e-masnad-e-Gam
aur apne karb-e-anaa se Garaz rakhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
biThaa chukaa hai zamaana hame.n bhii masnad par
hu.aa kiye hai.n javaahir nisaar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
fikr-e-taKHliiq-e-suKHan masnad-e-raahat pe hafiiz
baa.is-e-kashf-o-karaamaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
kaun kahtaa hai bure kaam kaa phal bhii hai buraa
dekh masnad pe hai.n masjid ko giraane vaale
Sada Ambalvi
Ghazal
muflisii masnad-e-zardaar pe qaabiz hogii
mahl badlegaa zamaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
zaraa sa.nbhal ke jalaanaa aqiidato.n ke charaaG
bha.Dak na jaa.e.n ki masnad ye jal bhii saktii hai
Aleena Itrat
Ghazal
karam-e-masnad-o-mimbar ki ab arbaab-e-hakam
zulm kar chukte hai.n tab marzii-e-rab puuchhte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
masnad-e-naGma se ik ra.ng-e-tabassum ubhraa
khilkhilaatii hu.ii Guncha-dahnii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
terii masnad pe ko.ii aur nahii.n aa saktaa
ye miraa dil hai ko.ii KHaalii asaamii to nahii.n
Afzal Khan
Ghazal
ye kaun utraa pa.e-gasht apnii masnad se
aur intizaam-e-makaan o siraa badalne lagaa
Sarvat Husain
Ghazal
mumkin hai tire haath se miT jaa.e.n lakiire.n
ummiid na rakh gauhar-e-maqsad se ziyaada
Iqbal Sajid
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
uTh rahguzar se ai dar-e-mai-KHaana ke gadaa
masnad pe baiTh faisla-e-kaa.enaat de
Sirajuddin Zafar
Ghazal
bazm-e-KHayaal suunii pa.Dii hai tire baGair
masnad sa.nbhaal dil kii sadaarat bahaal kar