SEARCH RESULTS
Showing search results for "morid"
Sher MATCHES FOR "morid"
Sher
ik nazar dekh mire dil kii taraf jaan-e-muraad
aa.ina siina-e-sad-chaak se behtar to nahii.n
Moid Rasheedi
Sher
Ibn-e-Insha
Sher
piir ho shaiKH hu.aa hai dekho tiflo.n kaa muriid
murda bolaa hai kafan phaa.D qayaamat aa.ii
Wali Uzlat
Sher
diivaangii ke silsila kaa ho.e jo muriid
us gesuu-e-daraaz sivaa piir hii nahii.n
Waliullah Muhib
Sher
muriid-e-saada to ro ro ke ho gayaa taa.ib
KHudaa kare ki mile shaiKH ko bhii ye taufiiq
Allama Iqbal
Sher
muriid ko ye bataayaa gayaa ishaaro.n me.n
ki sau pachaas se mushkil ye Talne vaalii nahii.n
Badr Muneer
Sher
mai.n aise maahir-e-fan kaa muriid huu.n jo mujhe
mire gumaan se ba.Dh kar fareb detaa hai
Amardeep Singh
Sher
mai.n piir ho gayaa huu.n aur ab tak javaa.n hai dard
mere muriid ho jo tumhe.n dostaa.n hai dard
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
manzil milii muraad milii mudda.aa milaa
sab kuchh mujhe milaa jo tiraa naqsh-e-paa milaa
Seemab Akbarabadi
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
is daur-e-naa-muraad se ye tajraba hu.aa
diivaar guftuguu ke liye behtariin hai
Rana Amir Liyaqat
Sher
baadbaa.n naaz se lahraa ke chalii baad-e-muraad
kaarvaa.n eid manaa qaafila-saalaar aayaa
Josh Malihabadi
Sher
mai.n ne itnaa use chaahaa hai ki vo jaan-e-muraad
KHud ko zanjiir-e-mohabbat se rihaa chaahtii hai
Irfan Siddiqi
Sher
mai.n naa-muraad dil kii tasallii ko kyaa karuu.n
maanaa ki tere ruKH se nigah kaamyaab hai
Mirza Ghalib
Sher
kis manzil-e-muraad kii jaanib ravaa.n hai.n ham
ai rah-ravaan-e-KHaak-basar puuchhte chalo
Sahir Ludhianvi
Sher
chand yaado.n ke diye tho.Dii tamanna kuchh KHvaab
zindagii tujh se ziyaada nahii.n maa.ngaa ham ne
Moid Rasheedi
Sher
mile muraad hamaarii magar mile bhii kahii.n
KHudaa kare magar aisaa KHudaa nahii.n kartaa