SEARCH RESULTS
Showing search results for "morid"
Ghazal MATCHES FOR "morid"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Shabnam Shakeel
Ghazal
chale the un se musiibat me.n ham gila karne
kuchh aur morid-e-taz.hiik-e-KHaas-o-aam hu.e
Varis Kirmani
Ghazal
terii jafaa to morid-e-ilzaam thii na hai
merii vafaa bhii koshish-e-takmiil-e-zaat thii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
ishva-e-jaa.n-talabii morid-e-ilzaam na ho
mujh se kahte raho kyaa karte ho kyaa karte ho
Haneef akhgar
Ghazal
vo huu.n mai.n morid-e-nafrat ki darkinaar hai yaar
pa.e fishaar kabhii gor ham-kanaar na ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
morid-e-taqsiir gar hote to laazim thii sazaa
ye jafaa phir kahiye ham par kis sabab karte hai.n aap
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aashnaa jis kaa hai tuu aaraam-e-jaa.n
vo jahaa.n me.n morid-e-aafaat hai
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ishva-e-jaa.n-talabii morid-e-ilzaam na ho
mujh se kahte raho kyaa karte ho kyaa karte ho
Haneef akhgar
Ghazal
ham jaur-o-sitam sah ke bhii shikva nahii.n karte
aur morid-e-ilzaam hai.n ilzaam se pahle
Nazar Barni
Ghazal
chhiinaa hai sukuu.n dahr kaa arbaab-e-KHirad ne
hai.n ahl-e-junuu.n morid-e-ilzaam abhii tak
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
Saeed Rahmani
Ghazal
dii.n-daar barhaman kahe kaafir bataa.e shaiKH
dono.n taraf se morid-e-ilzaam ho chukaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
maryamii morid-e-tohmat rahii armaano.n kii
Tuk.De ik daftar-e-ilzaam hai.n daamaano.n ke
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
kahii.n aisaa na ho aa jaa.e taras aap ko kuchh
aap suniye na kisii morid-e-aafaat kii baat