SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-haq"
Sher MATCHES FOR "naa-haq"
Sher
pak.De jaate hai.n farishto.n ke likhe par naa-haq
aadmii ko.ii hamaaraa dam-e-tahriir bhii thaa
Mirza Ghalib
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
jahaa.n me.n ho ga.ii naa-haq tirii jafaa badnaam
kuchh ahl-e-shauq ko daar-o-rasan se pyaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Sher
ai rahmat-e-tamaam karam jab hai.n be-shumaar
naa-haq mire gunaaho.n kaa phir kyuu.n hisaab ho
Unknown
Sher
kaam hai meraa taGayyur naam hai meraa shabaab
meraa na.ara inqilaab o inqilaab o inqilaab
Josh Malihabadi
Sher
kyaa naap hai begam kaa jo puuchhe ko.ii mochii
jo piiTh pe naqsha hai dikhaa kyuu.n nahii.n dete
Unknown
Sher
sahraa ko bahut naaz hai viiraanii pe apnii
vaaqif nahii.n shaayad mire uj.De hu.e ghar se
Khumar Barabankavi
Sher
shabaab naam hai us jaa.n-navaaz lamhe kaa
jab aadmii ko ye mahsuus ho javaa.n huu.n mai.n
Akhtar Ansari
Sher
tumhaare husn ne har daa.nv me.n use jiitaa
hazaar tarah se ghaT-ba.Dh ke baazii haaraa chaa.nd
Naseem Dehlvi
Sher
is zamaane me.n buzurgii siflagii kaa naam hai
jis kii Tikiyaa me.n phire u.nglii so ho jaave tiraa
Wali Uzlat
Sher
diyaa diye kaa ise tum ne naam hai yaaro
vagarna ye to mirii jho.npa.Dii kaa suuraj hai