SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-haq"
Nazm MATCHES FOR "naa-haq"
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
har ek kushta-e-naa-haq kii KHaamushii pe salaam
har ek diida-e-pur-nam kii aab-o-taab kii KHair
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shair
jot lo harf-e-iz.haar kii khetiyaa.n sub.h-dam
ba.Dh ke tum hii uThaa lo naa haq kaa 'alam
Qamar Abbas Qamar
Nazm
bhikari
dar-ba-dar yuu.nhii ham aavaara phire.nge kab tak
kyo.n na haq chhiin le.n is dahr-e-jafaakaar se ham
Iqbal Umar
Nazm
husain
husain naam hai ik raushnii ke paikar kaa
husain fikr-e-bashar kii aziim manzil hai
Hosh Jaunpuri
Nazm
bachchon se KHitab
zindagii naam hai taGayyur kaa
gar taGayyur na ho to ziist muhaal
Faiz Tabassum Tonsvi
Nazm
mahatma-gandhi
baapuu ne har insaan ko insaa.n samjhaa
bahbuudii-e-har-fard ko iimaa.n samjhaa
Charkh Chinioti
Nazm
salgirah
kaun gustaaKH hai kyaa naam hai kyuu.n aayaa hai
pahre vaalo use KHanjar kii anii se roko
Akhtar Payami
Nazm
zamir
mai.n kaun huu.n bataa.iye kyaa meraa naam hai
aayaa huu.n mai.n kahaa.n se kahaa.n meraa qayaam hai
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
reKHta
reKHta jis kaa ba.Daa naam hai kyaa arz karuu.n
ye hamaare liye in.aam hai kyaa arz karuu.n
Barqi Azmi
Nazm
tawaif
tuu ne har aan badaltii hu.ii is duniyaa me.n
merii paa.indagi-e-Gam ko to dekhaa hotaa