SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-haq"
Ghazal MATCHES FOR "naa-haq"
Ghazal
haq to ye hai ki mujhe apne hii dil ne luuTaa
kuchh tiraa shikva-e-bedaad karuu.n yaa na karuu.n
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
mujh ko tire jamaal-e-nazar kii hai justujuu
jugnuu na kahkashaa.n na qamar chaahiye mujhe
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
baatil-o-naa-haq se ummiid-e-karam karte rahe
jo na karnaa thaa hame.n vo kaam ham karte rahe
Tanweer Gauhar
Ghazal
Ahteramulhaque Siddiqui Sharar
Ghazal
kho ke dil meraa tumhe.n naa-haq pashemaanii hu.ii
tum se naadaanii hu.ii yaa mujh se naadaanii hu.ii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Riyazi Burhanpuri
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
KHuun-e-naa-haq se utar jaa.egaa vo bhii qaatil
naaz kartii hai bahut teG-e-jafaa paanii par
Shafique Raipuri
Ghazal
kaun mazluum kii fariyaad sunegaa naa-haq
lauT kar dasht me.n KHud apnii sadaa aa.egii
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
hamesha tum ko shikaayat rahii jamaa.uu.n na haq
to sun lo aaj mai.n apnii hade.n badaltaa huu.n
Aks samastipuri
Ghazal
maanaa ki KHuun-e-naa-haq-e-bismil hu.aa magar
mai.n KHush huu.n laaj rah ga.ii qaatil kii baat kii
Prem Bihari Lal Saxena Rawan
Ghazal
Mohammad Naim Jawed Naim
Ghazal
tashbiih naam aa.nkho.n kii hai suujhnaa muhaal
saarii bayaaz karte hai.n naa-haq siyaah aap
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
sar-kushtagii me.n meraa kyaa saath de sakegaa
ai aasmaa.n Thahar jaa naa-haq KHaraab hogaa