SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashaat"
Sher MATCHES FOR "nashaat"
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
mai se Garaz nashaat hai kis ruu-siyaah ko
ik-guuna be-KHudii mujhe din raat chaahiye
Mirza Ghalib
Sher
Gam o nashaat kii har rahguzar me.n tanhaa huu.n
mujhe KHabar hai mai.n apne safar me.n tanhaa huu.n
Makhmoor Saeedi
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Gam de gayaa nashaat-e-shanaasaa.ii le gayaa
vo apne saath apnii masiihaa.ii le gayaa
Junaid Hazin Lari
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
Shaz Tamkanat
Sher
nashaat-e-husn ho josh-e-vafaa ho yaa Gam-e-ishq
hamaare dil me.n jo aa.e vo aarzuu ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Sher
kahaa.n har ek se baar-e-nashaat uThtaa hai
balaa.e.n ye bhii mohabbat ke sar ga.ii ho.ngii
Firaq Gorakhpuri
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
joban par in dino.n hai bahaar-e-nashaat-e-baaG
letaa hai phuul bhar ke yahaa.n jholiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Sher
aisii aabaad tirii bazm hai ai jaan-e-nashaat
jaisii ka.abe kii sahar jaisii KHaraabaat kii raat
Ijtiba Rizvi
Sher
ruk gayaa aa ke jahaa.n qaafila-e-ra.ng-o-nashaat
kuchh qadam aage zaraa ba.Dh ke makaa.n hai meraa
Aslam Mahmood
Sher
lahore rashk-e-gulshan-e-firdaus hai magar
be-rang-o-be-nashaat hai ai jaa.n tire baGair
Raaz Muradabadi
Sher
nasha pilaa ke giraanaa to sab ko aataa hai
mazaa to jab hai ki girto.n ko thaam le saaqii