SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashaat"
Nazm MATCHES FOR "nashaat"
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
na vo nashaat-e-tasavvur ki lo tum aa hii ga.e
na zaKHm-e-dil kii hai sozish ko.ii jo sahnii ho
Jaun Eliya
Nazm
qatil
mujh ik havasnaak-e-faromaaya kii KHaatir
saaz o saamaan-e-nashaat o nashsha-e-ishrat-fuzuunii the
Jaun Eliya
Nazm
aaj ki raat
phuuT niklaa dar-o-diivaar se sailaab-e-nashaat
allaah allaah miraa kaif-e-nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
radd-e-amal
chand kaliyaa.n nashaat kii chun kar
muddato.n mahv-e-yaas rahtaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ik lashkar-e-nashaat hai har Gam ke ham-rikaab
zer-e-nagii.n hai aalam-e-taamkiin-o-iztiraab
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
Gam o nashaat lagaavaT mohabbat o nafrat
ik intishaar-e-sakuu.n iztiraab pyaar itaab
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sham-e-ayaadat
tabassum-e-sahar hai aspataal kii udaas shaam
ye kaun aa gayaa nashaat-e-be-karaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nashat-e-umid
ai mirii ummiid merii jaa.n-navaaz
ai mirii dil-soz merii kaarsaaz
Altaf Hussain Hali
Nazm
nala-e-firaq
tuu kahaa.n hai ai kaliim-e-zarra-e-siinaa-e-ilm!
thii tirii mauj-e-nafas baad-e-nashaat-afzaa-e-ilm
Allama Iqbal
Nazm
main nahin to kya
mire baGair bhii aabaad the nashaat-kade
mire baGair bhii tum ne diye jalaa.e hai.n