SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashaat"
Ghazal MATCHES FOR "nashaat"
Ghazal
le ga.e KHaak me.n ham daaG-e-tamannaa-e-nashaat
tuu ho aur aap ba-sad-ra.ng-e-gulistaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
'haalii' nashaat-e-naGma-o-mai Dhuu.nDhte ho ab
aa.e ho vaqt-e-sub.h rahe raat bhar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
saaz-e-nashaat-e-zindagii aaj laraz laraz uThaa
kis kii nigaahe.n ishq kaa dard sunaa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yuu.n to nashaat-e-kaar kii sarshaariyaa.n milii.n
anjaam-e-kaar kaa bhii rahaa Dar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
is se ba.Dh kar aur ibrat kaa sabaq mumkin nahii.n
jo nashaat-e-zindagii the un kii turbat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vahii deriina biimaarii vahii naa-mohkamii dil kii
ilaaj is kaa vahii aab-e-nashaat-a.ngez hai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
fareb-KHurda-e-manzil hai kaarvaa.n varna
ziyaada raahat-e-manzil se hai nashaat-e-rahiil
Allama Iqbal
Ghazal
mai se Garaz nashaat hai kis ruu-siyaah ko
ik-guuna be-KHudii mujhe din raat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
shab-e-nashaat mubaarak tujhe ye maah-o-nujuum
sahar bahut hai mirii kam-sitaargii ke liye
Nushur Wahidi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
'beKHud' yahii to umr hai aish o nashaat kii
dil me.n na apne tauba kii Thaane.n abhii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
maayuusiyo.n ne chhiin liye dil ke valvale
vo bhii nashaat-e-ruuh kaa saamaa.n na kar sake