SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikaale"
Sher MATCHES FOR "nikaale"
Sher
sab kii tarah tuu ne bhii mire aib nikaale
tuu ne bhii KHudaayaa mirii niyyat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ajnabii jaan ke kyaa naam-o-nishaa.n puuchhte ho
bhaa.ii ham bhii usii bastii ke nikaale hu.e hai.n
Irfan Siddiqi
Sher
nikal ke KHuld se un ko milii KHilaafat-e-arz
nikaale jaane kii tohmat hamaare sar aa.ii
Unknown
Sher
ham qaafile se bichh.De hu.e hai.n magar 'nabiil'
ik raasta alag se nikaale hu.e to hai.n
Aziz Nabeel
Sher
apne maathe kii shikan tum se miTaa.ii na ga.ii
apnii taqdiir ke bal ham se nikaale na ga.e
Jaleel Manikpuri
Sher
aap bas kirdaar hai.n apnii hade.n pahchaaniye
varna phir ik din kahaanii se nikaale jaa.e.nge
Waseem Barelvi
Sher
aisii pyaarii shaam me.n jii bahlaane ko
paa.nv nikaale jaa sakte hai.n chaadar se
Rana Amir Liyaqat
Sher
us zulf ke phande se nikalnaa nahii.n mumkin
haa.n maa.ng ko.ii raah nikaale to nikaale
Jaleel Manikpuri
Sher
pyaar kaa dono.n pe aaKHir jurm saabit ho gayaa
ye farishte aaj jannat se nikaale jaa.e.nge
Alok Yadav
Sher
ham bhii 'Gaalib' kii tarah kuucha-e-jaanaa.n se 'asad'
na nikalte to kisii roz nikaale jaate
Asad Awan
Sher
kah do saaqii se ki pyaasaa na nikaale mujh ko
umr-bhar ro.e.nge miTTii ke piyaale mujh ko
Muztar Khairabadi
Sher
Imdad Ali Bahr
Sher
vo bhalaa pech nikaale.nge mirii qismat ke
apne baalo.n ke to bal un se nikaale na ga.e
Jaleel Manikpuri
Sher
dil me.n mirii vahshat ne par jitne nikaale the
mai.n ne unhe.n bal de kar zanjiir banaa.ii hai
Mehr Zarreen
Sher
na.ii tahqiiq ne qatro.n se nikaale dariyaa
ham ne dekhaa hai ki zarro.n se zamaane nikle
Akmal Imaam
Sher
jaan ko jaise nikaale hai ko.ii qaalib se
kyaa burii tarah tire kuuche se ham nikle hai.n