SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikaale"
Nazm MATCHES FOR "nikaale"
Nazm
shikwa
dil tujhe de bhii ga.e apnaa sila le bhii ga.e
aa ke baiThe bhii na the aur nikaale bhii ga.e
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
ma.ashuuq apne paas na de us ko baiThne
aave jo raat ko to nikaale vahii.n use
Nazeer Akbarabadi
Nazm
girls college ki lari
ye khi.Dkii se ik haath baahar nikaale
vo zaanuu pe girtii kitaabe.n sambhaale
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barkha-rut
thii.n loma.Diyaa.n zabaa.n nikaale
aur luu se hiran hu.e the kaale
Altaf Hussain Hali
Nazm
nazr-e-collage
ham ek KHaar the jo chaman se nikal ga.e
na.ng-e-vatan the hadd-e-vatan se nikal ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
tumne likkha hai
kaun ab chaa.nd sitaaro.n me.n mujhe le jaa.e
kaun ab zehn kii zulmat se nikaale mujh ko
Prem Warbartani
Nazm
aurat ki taKHliq
zamzamo.n ke samundar KHa.nghaale ga.e
aarzuu.o.n ke motii nikaale ga.e
Izhaar Malihabadi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
masjid-e-nabvii me.n ambaar-e-Ganiimat raushan
log rote hu.e nikle hai.n pareshaa.n-manzar
Adil Mansuri
Nazm
shab-baraat
ko.ii dosto.n ko dil me.n samajhtaa hai apne Gair
ko.ii dushmano.n se dil kaa nikaale hai apnaa bair
Nazeer Akbarabadi
Nazm
sham
shaaKHcho.n ke pardo.n se mu.nh nikaale hu.e ye Gunche
kisii ko aavaaz de rahe hai.n
Akhtar Usman
Nazm
aalam-e-barzaKH
mohtasib kitne nikal aa.e gharo.n se har suu
taa.Dte hai.n kisii chehre pe taraavat to nahii.n